Main Hoon is a popular song from the album Battle Of Galwan. The song is beautifully sung by Ayaan Lall, Shreya Ghoshal, Shabbir Ahmed. The music of the song is composed by Ayaan Lall. The lyrics of this song are written by Ayaan Lall, Shreya Ghoshal, Shabbir Ahmed. The album Battle Of Galwan was released in 2026. You can listen to Main Hoon online and download it from this page. The song is available in multiple audio qualities like 128kbps and 320kbps. Main Hoon Mp3 Song Sung by Ayaan Lall, Shreya Ghoshal, Shabbir Ahmed, Listen or Download in HD quality from Pagalfree. Featuring Salman Khan, Chitrangada Singh in this song. Main Hoon Mp3 Song Sung by Ayaan Lall, Shreya Ghoshal, Shabbir Ahmed, play or download in 320 kbps hd original soundtrack always from pagalfree, Featuring Salman Khan, Chitrangada Singh in Song.
Jab meri aankhen khulti hain, subah tumse hoti hai
Na jaane kyun lage jaise tum ho aas paas
Khud mein mere tu kahin mujhse bhi zyada hai tu
Meri in saanson mein chalti hai teri hi saans
Tere bina jaana, kuch bhi nahi hoon main
Alfaaz kehte hain na
Yaadon ke panno pe aisa likha hai tu
Mit'ta nahi hai tu na
Main hoon, main hoon, tere hi naam main hoon
Tu hai, tu hai, mere hi naam tu hai
Main hoon, main hoon, tere hi naam main hoon
Tu hai, tu hai, mere hi naam tu hai
Aadhe tum, aadhe hum, ek hue to poore hue
Ishq hua tumse jab, phir na kabhi adhoore hue
Tu mera hai aaj, tu mera hai kal
Tum se hi hai har pal, jaane jaan
Tere bina, jaana, kuch bhi nahi hoon main
Alfaaz kehte hain na
Yaadon ke pannoon pe aisa likha hai tu
Mitta nahi hai tu na
Main hoon, main hoon, tere hi naam main hoon
Tu hai, tu hai, mere hi naam tu hai
Main hoon, main hoon, tere hi naam main hoon
Tu hai, tu hai, mere hi naam tu hai
Khaali khaali lage tere bina ye jahaan
Teri kami bhar sake aisa hai koi kahaan
Tu mera hai aaj, tu mera hai kal
Tum se hi hai har pal, jaane jaan
Main hoon, main hoon, tere hi naam main hoon
Tu hai, tu hai, mere hi naam tu hai
Tu hai, tu hai, mere hi naam tu hai