Teri Aadat Song
Teri Aadat
Album
Teri Aadat
Singer
Abhi Dutt
Lyricist
Ishaan Khan
Music By
Aishwarya Tripathi
Starcast:
Siddharth Nigam and Anushka Sen
Share on

Teri Aadat
Teri Aadat Mp3 Song Download

Teri Aadat Mp3 Song Sung by Abhi Dutt, Listen or Download in 320 Kbps Original Audio Soundtrack Always From Pagalfree, Featuring Siddharth Nigam and Anushka Sen in Song.

Teri Aadat Lyrics

Tu door hua hai jabse Man bawara kyun tarse Raahein agar yeh juda thi Kyun sath tha ik umar se Teri aadat jo lagi hai Use kaise main bhulaun Yeh kahani mere dard ki Kisko jaake sunaun Tu wajah hai har wajah ki Bewajah hua main ab se Tu wajah hai har wajah ki Bewajah hua main ab se Teri tadap mein waqt ka katra Lagta hai dariya kyun mujhe Shart bata de ya phir saza de Hai kya raza bayan kar mujhe Kaise juda ho jaun Dekha tujhe hai kurbat se Raahein agar yeh juda thi Kyun sath tha ik umar se Teri aadat jo lagi hai Use kaise main bhulaun Yeh kahani mere dard ki Kisko jaake sunaun Tu wajah hai har wajah ki Bewajah hua main ab se Tu wajah hai har wajah ki Bewajah hua main ab se Teri aadat jo lagi hai Use kaise main bhulaun Yeh kahani mere dard ki Kisko jaake sunaun

Teri Aadat All Mp3 Songs List